Deep Shikshaa - दीप शिक्षा lyrics by Sanchit Mishra, Alka Yagnik, Shradha Mishra
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sanchit Mishra, Alka Yagnik, Shradha Mishra |
| Album: | Chalk N Duster |
| Year: | 2016 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Javed Akhtar |
| Music Director: | Sandesh Shandilya |
Lyrics
hum deep shiksha ke hai jagmagayenge jagmagayenge jag me jitne andhere bhi hai hum mitayenge hum mitayenge jag me hum deep shiksha ke hai jagmagayenge jagmagayenge jag me parivar hai sari duniya shiksha ne hume bataya jo bhi hai apna hi hai vo koi nahi hai paraya pedo ko humne dekha deti hai sabko chhaya sichenge hum ekta ekta hi, ekta hi sikhayenge jag me hum deep shiksha ke hai jagmagayenge jag me hum deep shiksha ke hai jagmagayenge shiksha ke leke sare ujale kal har disha me tum ho jane wale hum deep shiksha ke hai jagmagayenge kal tum hi hoge jag ko sambhale taiyari iski karo hum aaj ki betiya hai na na nana hum aaj ke bete sare na na nana parwat bhi na rok paye hum hain wo majboot dhare kathnaiyo me bhi honge pure irade hamare hamare hamare hamare hamare sabke liye ho jo sukh jo khushi hum wo layenge, hum wo layenge jag me hum deep shiksha ke hai jagmagaayenge jagmagayenge jag me jitne andhere bhi hai hum mitayenge hum mitayenge jag me
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Chalk N Duster
- Composer: Sandesh Shandilya
- Lyricist: Javed Akhtar