Chhota Sa Ghar, Hai Ye Magar, Darvaza Band Kar Lo - छोटा सा घर, है ये मगर, दरवाजा बंद कर लो lyrics by Abhijeet, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Chhota Sa Ghar, Hai Ye Magar, Darvaza Band Kar Lo - छोटा सा घर, है ये मगर, दरवाजा बंद कर लो
Artist:Abhijeet, Lata Mangeshkar
Album:Darr
Year:1993
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Shiv Hari

Lyrics

chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar
tum isko pasand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 
tum mujhko razamand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo 
ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna 
ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna
is pyar se lag ke gale, is pyar se lag ke gale
mulakaate to chand kar lo, darvaaza band kar lo
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 
tum mujhko razamand kar lo
darvaza band kar lo, darvaza band kar lo 
chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila
chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila
is rang ka is rup ka, is rang ka is rup ka
na itna ghamand kar lo, darvaaza band kar lo 
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 
tum mujhko razamand kar lo
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo 
suraj sitare ya phul laau is ghar ko main kaise sajaau
phulo se main is ghar ko sajaau bolo main kya kya saman laau
rahna mujhe dil me tere, rahna mujhe dil me tere
bas iska prabandh kar lo, darvaaza band kar lo
chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar
tum isko pasand kar lo, darvaaza band kar lo 
main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 
tum mujhko razamand kar lo
oye darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo 
darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details