Chhaliya Re Kaisi Chhali Preet Deewaani - छलिया रे कैसी चली प्रीत दीवानी lyrics by Pankaj Udhas

Table of Contents: Lyrics
Chhaliya Re Kaisi Chhali Preet Deewaani - छलिया रे कैसी चली प्रीत दीवानी
Artist:Pankaj Udhas
Album:Yaara
Year:
Genre:song
Lyricist:Madan Gopal Singh
Music Director:Ustad Amjad Ali Khan

Lyrics

chhaliya re kaisi chhali preet deewani 
chhaliya re kaisi chhali preet deewani
chhaliya re kaisi chhali preet deewani
teri meri meri teri kya hai prem kahani
teri meri meri teri kya hai prem kahani
badhati jaaye balam ho na purani 
badhati jaaye balam ho na purani 
teri meri meri teri kya hai prem kahaani
chhaliya re kaisi chhali preet deewaani
kaisa rang rej piya dur pardes bhaya
angana hai suna mora ghanv gehraaye diyaan
kaisa rang rej piya dur pardes bhaya
angana hai suna mora ghanv gehraaye diyaan
rut patjhad aayi paat udaani
rakh du kaha main piya tori nishani 
rakh du kaha main piya tori nishani
teri meri meri teri kya hai prem kahaani
chhaliya re kaisi chhali preet deewaani
ho chhaliya re chhaliya re chhaliya
ang ang mein rang jage rang rang mein sajan
khwaja jo karam kare bhar jaye aangan
ang ang mein rang jage rang rang mein sajan
khwaja jo karam kare bhar jaye aangan
ras bhari ratiyaan ho pawan suhaani
ghat ghat mein utare yu sanjh suhani 
ghat ghat mein utare yu sanjh suhani
teri meri meri teri kya hai prem kahani 
teri meri meri teri kya hai prem kahani 
chhaliya re kaisi chhali preet deewani 
chhaliya re kaisi chhali preet deewani
chhaliya re chhaliya re chhaliya re
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details