Chand Kyo Jard Hai - चाँद क्यों जर्द हैं lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Do Shikari |
| Year: | 1979 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Rahi Masoom Reza |
| Music Director: | Chitragupt |
Lyrics
o chand kyu jard hai, raat pe dard hai kaanpta hai badan, kuch hawa sard hai chand kyu jard hai, raat pe dard hai kaanpta hai badan, kuch hawa sard hai aaja ke teri hi meri bachain raahe aaja ke teri hi meri bachain raahe aaja tarasti hai meri pyasi nigahe o sajna darati hai ye tanhai ki raahe o pyar ki baat hai, gungunayenge hum jaagti raat hai, yu na aayenge hum pyar ki baat hai, gungunayenge hum jaagti raat hai, yu na aayenge hum kah do ye chanda se jhuka le wo nigahe kah do ye chanda se jhuka le wo nigahe aaja tarasti hai meri pyasi nigahe o sajna darati hai ye tanhai ki raahe o o raat abhi tu na dhal ae hawa yu na chal nind ki jhil me khil raha hai kamal raat abhi tu na dhal ae hawa yu na chal nind ki jhil me khil raha hai kamal dil to ye kahta hai tujhe ji bhar ke chahe dil to ye kahta hai tujhe ji bhar ke chahe aaja tarasti hai meri pyasi nigahe o sajna darati hai ye tanhai ki raahe
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Do Shikari
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Rahi Masoom Reza