Bas Ek Waqt Ka Khanjar Meri Talash Me Hai - बस एक वक़्त का खंजर, मेरी तलाश में है lyrics by Jagjit Singh
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Jagjit Singh |
| Album: | Unique |
| Year: | |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: |
Lyrics
bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai main ek katra hu, mera alag wajud to hai main ek katra hu, mera alag wajud to hai hua kare jo samandar, meri talaash me hai hua kare jo samandar, meri talaash me hai jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai main dewtaa ki tarah, qaid apne mandir me main dewtaa ki tarah, qaid apne mandir me wo mere jism ke baahar, meri talaash me hai wo mere jism ke baahar, meri talaash me hai jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai main jiske haath me, ek phul deke aaya tha main jiske haath me, ek phul deke aaya tha usi ke haath ka patthar, meri talaash me hai usi ke haath ka patthar, meri talaash me hai jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Unique