Apna Gham Bhool Gaye - अपना ग़म भूल गए lyrics by Jagjit Singh
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Jagjit Singh |
| Album: | Rare Gems |
| Year: | |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: |
Lyrics
apna gham bhul gaye teri jafa bhul gaye hum to har baat mohabbat ke siwa bhul gaye apna gham bhul gaye hum akele hi nahin pyaar ke deewane sanam hum akele hi nahin pyaar ke deewane sanam aap bhi najre jhukane ki ada bhul gaye apna gham bhul gaye ab to socha hain ke daaman hi tera thamenge ab to socha hain ke daaman hi tera thamenge haath jab humne uthaye hain dua bhul gaye hum to har baat mohabbat ke siwa bhul gaye apna gham bhul gaye shukr samjho ya ise apni shikayat samjho shukr samjho ya ise apni shikayat samjho tumne wo dard diya hain ke dawa bhul gaye hum to har baat mohabbat ke siwa bhul gaye apna gham bhul gaye teri jafa bhul gaye
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Rare Gems