Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye - अगर तेरी जलवा नुमायी ना होती lyrics by Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye - अगर तेरी जलवा नुमायी ना होती
Artist:Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi
Album:Beti Bete
Year:1964
Genre:song
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Music Director:Shankar Jaikishan

Lyrics

agar teri jalwa numai na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
baharo ka mausam na hota suhana
baharo ka mausam na hota suhana
tere dam kadam se hua aashikana
tere dam kadam se hua aashikana
najaro me ye dilrubai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai
tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai
mere dil liya hai mujhe dil diya hai
mere dil liya hai mujhe dil diya hai
agar tune ulfat nibhayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar noor tera na aata jaha me
agar noor tera na aata jaha me
to rakha hi kya tha jami aasma me
to rakha hi kya tha jami aasma me
ke malik ne dunia banayi na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song