Aanko Pe Palko Ke Gunghat Galo Pe Julfo Ka Pahra - आँखों पे पलकों के घूँघट गालों पे जुल्फ़ों का पहरा lyrics by Mohammed Rafi
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi |
| Album: | Main Wohi Hoon |
| Year: | 1966 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Asad Bhopali |
| Music Director: | Usha Khanna |
Lyrics
aanko pe palko ke ghunghat galo pe julfo ka pahra subanallah subanallah aapka chehra aanko pe palko ke ghunghatgalo pe julfo ka pahra subanallah subanallah aapka chehra aanko pe palko ke ghunghat ek reshmi dupatta baho pe jhumta hai halka sa ek tabassum hotho ko chumta hai hotho ko chumta hai niche najar me chupa hai jaise koi raaj gehra subanallah subanallah aapka chehra aanko pe palko ke ghunghat najuk libas me yu najuk badan chupa hai sabnam ke pahrang me jaisa chaman chupa hai jaisa chaman chupa hai ya chand se aasma ke lipta hai badal sunhara subanallah subanallah aapka chehra aanko pe palko ke ghunghat jajbat ki mahak se sanse basi hui hai balo me motiye ki kaliya chuni hui hai kaliya chuni hui hai ya raat bandhe hue hai sar se sitaro ka sehra subanallah subanallah aapka chehra aanko pe palko ke ghunghat aanko pe palko ke ghunghat galo pe julfo ka pahra subanallah subanallah aapka chehra
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Main Wohi Hoon
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Asad Bhopali