Aaja Ke Teri Raah Me Palke Bichhake Hum - आजा के तेरी राह में पलकें बिछाके हम lyrics by Chandrani Mukherjee

Table of Contents: Lyrics
Aaja Ke Teri Raah Me Palke Bichhake Hum - आजा के तेरी राह में पलकें बिछाके हम
Artist:Chandrani Mukherjee
Album:Lal Chunariya
Year:1983
Genre:song
Lyricist:Kulwant Jani
Music Director:Shamji Ghanshyamji

Lyrics

aaja ke teri raah me palke bichhake hum
baithe hai intzaar ki shama jala ke hum 
dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki

dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki

meharbani yaar ki
aaj tak jo sar jhukana tha khuda ke samne
jhuk gaya hai khud b khud jane wafa ke samne

maan li hai dil ne mere
maan li hai dil ne mere hukum rani yaar ki
dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki
dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki
meharbani yaar ki
hum to bas ek kaanch ka tuta hua tukda hi the
yaar ne aisa tarasha kar diya heera use

kaise bhulenge bhala hum
kaise bhulenge bhala hum kadardani yaar ki
dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki
dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki
dil se rakhenge laga kar hum nishani yaar ki
dil diya hai yaar ne to meharbani yaar ki
meharbani yaar ki
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details