Aaj Jiya Dole Anand Se Hamaro - जिया डोले जिया डोले जिया डोले डोले डोले lyrics by

Table of Contents: Lyrics
Aaj Jiya Dole Anand Se Hamaro - जिया डोले जिया डोले जिया डोले डोले डोले
Artist:
Album:Ram Rajya
Year:1943
Genre:song
Lyricist:Ramesh Gupta
Music Director:Shankar Rao Vyas

Lyrics

jiya dole jiya dole jiya dole dole dole
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
nacho nacho gagan ke taro
nacho nacho gagan ke taro
aaj jiya dole jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
van me umag uthi mann me tarang uthi
van me umag uthi mann me tarang uthi
naino ki dheer chuti koyaliya kuk uthi
naino ki dheer chuti koyaliya kuk uthi
mora jiya nache
mora jiya nache magan huyo pyaro
aaj jiya dole jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
asha ke phul khile veena ke taar mile
asha ke phul khile veena ke taar mile
barkha ki ek jhadi paudho ko pyar mile
barkha ki ek jhadi paudho ko pyar mile
ram hame keval tiharo saharo
ram hame keval tiharo saharo
aaj jiya dole jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song