Zara Chehare Se Kamli Ko Hata Do - ज़रा चेहरे से कमली को lyrics by Jagjit Singh, Chitra Singh

Table of Contents: Lyrics
Zara Chehare Se Kamli Ko Hata Do - ज़रा चेहरे से कमली को
Artist:Jagjit Singh, Chitra Singh
Album:Chirag
Year:
Genre:song
Lyricist:
Music Director:

Lyrics

zara chehare se kamli ko 
hata do ya rasul allah
hume bhi apna diwana 
bana do ya rasul allah
mohabbat gair se meri 
chuda do ya rasul allah
meri soi hui kismat 
jaga do ya rasul allah
zara chehare se kamli ko 
hata do ya rasul allah
badi kismat humari hai ki 
ummat me tumhari hai
bharosa deen o duniya me 
bharosa deen o duniya me
tumhara ya rasul allah
zara chehare se kamli ko 
hata do ya rasul allah
andheri kandh me mujhko 
akela chhod jayenge
waha ho fazal se tere 
waha ho fazal se tere
ujala ya rasul allah
zara chehare se kamli ko 
hata do ya rasul allah
khuda mujhko madine se
jo pahunchaye to behtar hai 
ki roje par hi de du jaan 
ki roje par hi de du jaan 
jaan par ya rasul allah 
zara chehare se kamli ko 
hata do ya rasul allah
hume bhi apna diwana 
bana do ya rasul allah
zara chehare se kamli ko 
hata do ya rasul allah
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song