Yaaron Kaa Ye Haal Hai, Yaar Apane Ghar Jaao - यारों का ये हाल है, यार अपने घर जाओ lyrics by Shankar Mahadevan, Kunal Ganjawala, Shaan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Shankar Mahadevan, Kunal Ganjawala, Shaan |
| Album: | Yeh Kya Ho Raha Hai |
| Year: | 2002 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Javed Akhtar |
| Music Director: | Shankar Ehsaan Loy |
Lyrics
yaaro ka ye haal hai sur hai na taal hai phir bhi ye naachege phir bhi ye gaayenge yaaro ka ye haal hai sur hai na taal hai phir bhi ye naachege phir bhi ye gaayenge naachege gaayenge hamko haraayenge inka khyaal hai yaar apne ghar jaao, yaar apne ghar jaao kaun ham hai na tumne ye jaana hamko dekha magar na pahachaana kaun ham hai na tumne ye jaana hamko dekha magar na pahachaana duniya ki shaan ham hai, aandhi tufaan ham hai dekho na aise tum hamse akado rasta tum apne ghar ka pakado yaar apne ghar jaao, yaar apne ghar jaao phir bhi bigadate hai, phir bhi akadate hai gaa ke jhagadate hai, naach ke ladate hai ye to kamaal hai yaar apne ghar jaao, yaar apne ghar jaao kaun ham hai samajh lo tum pyaare din me tumko dikha de ham taare kaun ham hai samajh lo tum pyaare din me tumko dikha de ham taare saari baate tumko sikha de tum jo na jaano tumhe bata de aasamaa nila hai kyun jaanate ho paani ye gila hai kyun jaanate ho ye zami gol hai kyun jaanate ho dhol me pol hai kyun jaanate ho kuchh bhi nahi jaanate ho agar tum kyun ghar se baahar phirate ho gumsum yaar apne ghar jaao, yaar apne ghar jaao yaaro ka ye haal hai sur hai na taal hai phir bhi ye naachege phir bhi ye gaayenge naachege gaayenge hamko haraayenge inka khyaal hai yaar apne ghar jaao munna apne ghar jaao, are pappu apne ghar jaao
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Yeh Kya Ho Raha Hai
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Javed Akhtar