Ya Rab Maine Apna Daaman - या रब मैंने अपना दामन lyrics by

Table of Contents: Lyrics
Ya Rab Maine Apna Daaman - या रब मैंने अपना दामन
Artist:
Album:Janani
Year:2006
Genre:song
Lyricist:
Music Director:Nirmal Pawar

Lyrics

ya rab maine apna daman khud kanto se bhar liya
tune banaya khoon ka rishta
maine rishta ka khoon kar diya
allah hu allah hu allah hu allah hu 
allah hu allah hu allah hu allah hu 
yaah rab main apna daman khud kanto se bhar liya
tune banaya khoon ka rishta
main rishta ka khoon kar diya
rishta ka khoon kar diya
dil jakhmo se bhar liya
aallah karam maula karam kar apne bandho pe tu raham
aallah karam maula karam kar apne bandho pe tu raham
allah hu allah hu allah hu allah hu 
allah hu allah hu allah hu allah hu 
ye phal hai mere karmo ka ya hai koi badua
ye phal hai mere karmo ka ya hai koi badua
do jakh ki is mein aag me jo jism mera hai jal rha
jism mera hai jal raha jism mera hai  jal raha
jism mera hai  jal raha kanto pe hai chal raha hai 
aallah karam maula karam kar apne bandho pe tu raham
aallah karam maula karam kar apne bandho pe tu raham
allah hu allah hu allah hu allah hu 
allah hu allah hu allah hu allah hu 
aaj ye taiy hai meri jindgi aar karu ya paar karu
aaj ye taiy hai meri jindgi aar karu ya paar karu
tujhe kahu main katil apna ya khud ko jimmedar kahu
khud ko jimmedar kahu khud ko jimmedar kahu
khud ko jimmedar kahu tu he bata ab kya main karu
aallah karam maula karam kar apne bandho pe tu raham
aallah karam maula karam kar apne bandho pe tu raham
allah hu allah hu allah hu allah hu 
allah hu allah hu allah hu allah hu
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details