Roman script

Itne din intzaar kyo na aaye
Kahan thi meri jaan
Kyun ho aayi mujhko tadpai
Ab to chhaye to chhaye do jahan..
Tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
Dil mein aisi samayi
Anjane mein kyu ghayal kar gayi..
Tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
Dil mein aisi samayi
Anjane mein kyu ghayal kar gayi..
Ho...
Jin saanso se banta nashila samma
Hansi teri rang deti aasmaan
Yaadon mein jo doobi palake jhalkti
Bin tere loot gaya yeh jahan..
Tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
Dil mein aisi samayi
Anjane mein kyu ghayal kar gayi..
Tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
Dil mein aisi samayi
Anjane mein kyu ghayal kar gayi..
Tu jo aayi ikk toofan ban ke aayi
Dil mein aisi samayi (ho..)
Anjane mein kyu ghayal kar gayi..(ho..)
Tu jo aayi
Anjane mein kyu ghayal kar gayi..
Tu jo aayi...!

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Ryan Dias, Somraj Ganguli, Tuhin Chongder

lyricist: Tuhin Chongder, Somraj Ganguli

director: Lalit Marathe

cast: Vibhoutee Sharma, Reena, Ankur Vikal, Sai Tamhankar, Rajeev Gupta, Bhavika Sharma, Heeba Shah

music label: Zee Music Company

singer: Somraj Ganguli, Tuhin Chongder, Ryan Dias