Saiya Ne Bheje Jo Pyaar Bhari - सैया ने भेजे जो प्यार भरे lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Insaaf |
| Year: | 1966 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Asad Bhopali |
| Music Director: | Usha Khanna |
Lyrics
saiya ne bheje jo pyar bhare parche logo ne dekh liya, hone lage charche mai to gali gali ho gayi re badnaam allah meri tauba ab na lungi mohabbat ka naam ra ab na lungi mohabbat ka naam saiya ne bheje jo pyar bhare parche logo ne dekh liya, hone lage charche mai to gali gali ho gayi re badnaam allah meri tauba ab na lungi mohabbat ka naam ra ab na lungi mohabbat ka naam chori chori unka meri gali aana mujhe kya khabar thi banega fasana unse judai hone se pahle unse judai hone se pahle kabhi pata na tha hoga ye anjaam allah meri tauba ab na lungi mohabbat ka naam ra ab na lungi mohabbat ka naam khuli hui julfen, udi hui rangat neend bhari aankhe, bujhi hui surat meri ye halat jisne banai meri ye halat jisne banai use koi nahi deta hain iljaam allah meri tauba ab na lungi mohabbat ka naam ra ab na lungi mohabbat ka naam dil hi lagaya, bura kya kiya hain duniya nigodi, jane kyu khafa hain is gam me aisi khoi hui hu is gam me aisi khoi hui hu mujhe hosh nahi subah hain ki sham allah meri tauba ab na lungi mohabbat ka naam ra ab na lungi mohabbat ka naam
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Insaaf
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Asad Bhopali