Ruk Jaa, O Dil Deewane - रुक जा ओ दिल दीवाने lyrics by Udit Narayan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Udit Narayan |
| Album: | Dilwale Dulhania Le Jayenge |
| Year: | 1995 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anand Bakshi |
| Music Director: | Jatin Lalit |
Lyrics
ruk ja o dil deewane puchhu to main jara ladki hai ya hai jadu khushbu hai ya nasha ha ruk ja o dil deewane puchhu to main jara are ladki hai ya hai jadu khushbu hai ya nasha paas wo aaye to chhuke main dekhu jara ruk ja o dil deewane puchhu to main jara dekhe wo idhar haske bekhbar thamke dil ham khade hai gumsum si najar uski hai magar hontho pe shikve bade hai baat ban jaye to main baat chhedu jara ruk ja o dil deewane puchhu to main jara ladki hai ya hai jadu khushbu hai ya nasha sharma wo gayi ghabra wo gayi maine jo usko pukara ye dil le liya usne kar diya aankho hi aankho me ishara jaan bhi jaye to gam na karu main jara ruk ja o dil deewane puchhu to main jara hey ladki hai ya hai jadu khushbu hai ya nasha mehfil me hasi tu hi to nahi ruthe tu kis liye akeli jis pe yu fida ye dil ho gaya wo to hai teri ik saheli maan wo jaye to baaho me lelu jara ruk ja o dil deewane puchhu to main jara are ladki hai ya hai jadu khushbu hai ya nasha paas wo aaye to chhu ke main dekhu jara lyrics typed by :- ruchita parab.
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Dilwale Dulhania Le Jayenge
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Anand Bakshi