Pyar Mein Yeh Jaane Kya Huaan - प्यार में ये जाने क्या हुआ lyrics by Shaan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Shaan |
| Album: | Love Ke Chakkar Mein |
| Year: | 2006 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: |
Lyrics
hum the aasmaan pe aa gire zameen pe pyar mein yeh jaane kya hua hum the aasmaan pe aa gire zameen pe pyar mein yeh jaane kya hua chhu rahe the chaand ko roz aadhi raat ko ek pal mein jaane kya hua milte milte humko kuchh bhi mil na paaya pyar mein yeh jaane kya huaan chhu rahe the chaand ko roz aadhi raat ko ek pal mein jaane kya huaan hum to chaal pe chaal chalte rahe yaaro kuchh kamaal kuchh dhamaal karte rahe yaaro hum toh chaal pe chaal chalte rahe yaaro kuchh kamaal kuchh dhamaal karte rahe yaaro ham to har kisi ki baat sunte rahe yaaro jhuth muth ke khayal bunte rahe yaaro oye apani chaalo mein fas gaye ho tum na rahe idhar ke na rahe udhar ke pyar mein ye jaane kya hua hum the aasmaan pe aa gire zameen pe pyar mein yeh jaane kya hua sochta hoon ab main pyar ko hi bhool jaaun par ye dil na maane usse kaise dur jaaun sochta hoon ab main pyar ko hi bhool jaaun par yeh dil na maane usse kaise dur jaaun mushkile badi hai par mazaa bhi aa raha hai hosh mein hoon yaaron par nasha bhi chha raha hai yahi hai mohabbat jo kar rahe ho tum tum tum chain bhi na aaye dard badhta jaaye pyar mein ye jaane kya hua hum the aasmaan pe aa gire zameen pe pyar mein ye jaane kya hua milte milte humko kuchh bhi mil na paaya pyar mein ye jaane kya hua hum the aasmaan pe aa gire zameen pe pyar mein ye jaane kya hua chhu rahe the chaand ko roz aadhi raat ko ek pal mein jaane kya hua haa pyar mein ye jaane kya hua pyar mein ye jaane kya hua pyar mein ye jaane kya hua
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Love Ke Chakkar Mein