Nain Hamare Sapne Tumhare - नैन हमारे सपने तुम्हारे lyrics by Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Nain Hamare Sapne Tumhare - नैन हमारे सपने तुम्हारे
Artist:Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar
Album:Birju Ustad
Year:1964
Genre:song
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

nain humare sapne tumhare
kaise bhulau bata hoye
kaise bhulau bata
sapne to gauri hote hai sapne
dil se inhe bhul ja haye
dil se inhe bhul ja
nain humare sapne tumhare
kaise bhulau bata hoye
kaise bhulau bata
kis ko sunau gham ki kahani
pani me naiya, naiya me pani
ashqo me dubi hai ye zindgani
na to khuda hai na na khuda hai
jaau kahan ye bata hoye
jaau kahan ye bata
sapne to gauri hote hai sapne
dil se inhe bhul ja haye
dil se inhe bhul ja
tere bina main jee na sakunga
chak jigar ke see na sakunga
jaam-e-judai main pee na sakunga
sheesha ho to tod bhi daalu
pyar tute na hay
pyar to tute na 
nain humare sapne tumhare
kaise bhulau bata hoye
kaise bhulau bata
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details