Mere Sone Rab Ne Kinni Sonee Chij Banayee Hai - मेरे सोने रब ने किन्नी सोणी चीज बनायीं है lyrics by Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Table of Contents: Lyrics
Mere Sone Rab Ne Kinni Sonee Chij Banayee Hai - मेरे सोने रब ने किन्नी सोणी चीज बनायीं है
Artist:Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Album:Kuch Dil Ne Kaha
Year:2002
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Nikhil Vinay

Lyrics

kudiye kudiye kudiye kudiye kudiye kudiye
oye mundiya mundiya mundiya mundiya mundiya mundiya
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai 
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai
jaise mere sapano se abhi abhi tu nikal ke
iss duniya me aayi hai
mere sone rab ne kinni soni chij banayi hai 
mere sone rab ne kinni soni chij banayi hai
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai
jaise mere sapno se abhi abhi tu nikal ke
is duniya me aaya hai
mere sone rab ne tujhe mere liye banaya hai 
mere sone rab ne tujhe mere liye banaya hai
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai 
hai jadu hai koi teri aankho me
dil aa raha hai teri baato me
teri bindiya ke lashkare jaise din me nikle tare
meri mehandi ke rang sare ab to hai nam tumhare
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai 
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai
mere naino ki is doli me
abhi abhi tu baith ke aayi hai
mere sone rab ne kinni soni chij banayi hai oye
mere sone rab ne kinni soni chij banayi hai
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai oh oh
kudiye kudiye kudiye kudiye kudiye kudiye
oye mundiya mundiya mundiya mundiya mundiya mundiya
kudiye kudiye kudiye kudiye kudiye kudiye
oye mundiya mundiya mundiya mundiya mundiya mundiya
hoye dekha na tumsa koi pehle kabhi
jo bhi hai dil me humse keh do abhi
kehna sunna kya gori bas bandh lo prit ki dori
jab ham raji tum raji kyu kar raho chori chori
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai
hoye tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai
jaise jannat ki har ek khushbu 
tere ang ang me samayi hai
mere sone rab ne kinni soni chij banayi hai 
mere sone rab ne kinni soni chij banayi hai
tujhe dekha to bas mujhe aisa lagta hai
jaise mere sapno se abhi abhi tu nikal ke
is duniya me aaya hai
mere sone rab ne tujhe mere liye banaya hai 
mere sone rab ne tujhe mere liye banaya hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details