Manzar Hai Ye Naya - मंजर है ये नया lyrics by Shantanu Sudame, Shashwat Sachdev

Table of Contents: Lyrics
Manzar Hai Ye Naya - मंजर है ये नया
Artist:Shantanu Sudame, Shashwat Sachdev
Album:Uri - The Surgical Strike
Year:2019
Genre:song
Lyricist:Abhiruchi Chand
Music Director:Shashwat Sachdev

Lyrics

kandhe pe suraj tika ke chala tu
hatho mein bhar ke chala bijliyan
kandhe pe suraj tika ke chala tu
hatho mein bhar ke chala bijliyan
tufaan bhi soche zid teri kaisi
aisa junoo hai kisi mein kaha
behta chala tu udta chala tu
jaise ude bedhadak aandhiya
behta chala tu udta chala tu
jaise ude aandhiya
manzar hai ye naya manzar naya
manzar hai ye naya
ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya
manzar hai ye naya manzar naya
manzar hai ye naya
ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya
kapte the rashte lohe se baste
basto mein tu bhar chala aasman
aayengi sadiya jayengi sadiyan
reh jayenge fir bhi tere nisan
behta chala tu udta chala tu
jaise ude bedhadak aandhiya
behta chala tu udta chala tu
jaise ude aandhiya
manzar hai ye naya manzar naya
manzar hai ye naya
ki ud rahi hai bedhadak si aandhiya
manzar hai ye naya manzar naya
ki ud rahi hai bedhadak si aandhiya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details