Roman script

Ek waqt aisa tha jab tu mere jaisi thi

Haan ek waqt aisa tha jab main tere jaisa tha

Pyaar itna tha ki farishte bhi dua dete thhe

Waqt itna tha ke ek dooje pe loota dete thhe.

Main saare ke saare gum leke tumare

Ab tak intezaar tere karta hu..

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu

Bahut yaad karta hu main tujhko yaad karta hu

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu..

Kuch door saath chale thhe hum

Ab dooriyan saath main chalti hai

Jo khusbuyein pass mein rahti thhi

Ab dhoondhe se wo nahin milti hai..

Teri aankhon se sawan bann ke kya ab abhi barasta hu

Teri neendo mein kya khwab bann ke chalta hu

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu

Bahut yaad karta hu main tujhko yaad karta hu

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu..

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu

Tera pata nahin main tujhko yaad karta hu

Yaad karta hu main tujhko yaad karta hu...!

Explore this song