Main Tujhe Pyar Karoonga To Teri (Chal Dariya Me Doob Jaaye) - मैं तुझे प्यार करूँगा तो तेरी याद आएगी lyrics by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Main Tujhe Pyar Karoonga To Teri (Chal Dariya Me Doob Jaaye) - मैं तुझे प्यार करूँगा तो तेरी याद आएगी
Artist:Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Album:Prem Kahani
Year:1975
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Laxmikant Pyarelal

Lyrics

mai tujhe pyaar karunga to teri yaad aayegi
teri yaad aayegi to hum tum milenge
mai tujhe pyaar karunga to teri yaad aayegi
teri yaad aayegi to hum tum milenge
hum tum milenge to 
hum tum milenge to sab log dekhenge 
sab log dekhenge to, dekhenge to to to
dono kisi ko nazar nahi aaye 
chal dariya me dub jaaye, chal dariya me dub jaaye
dono kisi ko nazar nahi aaye
chal dariya me dub jaaye, chal dariya me dub jaaye
dono kisi ko nazar nahi aaye
chal dariya me dub jaaye, chal dariya me dub jaaye
tune lagaya aankh me kajra, kyu nahi bandha baalo me gajra
tune lagaya aankh me kajra, kyu nahi bandha baalo me gajra
teri zulf udegi to ghata chha jaayegi
ghata chha jaayegi to paani barsega
teri zulf udegi to ghata chha jaayegi
ghata chha jaayegi to paani barsega
paani barsega to man tarsega
man tarsega to to to muft me man ko kyo tadapaaye
chal dariya me dub jaaye, chal dariya me dub jaaye
dono kisi ko nazar nahi aaye
chal dariya me dub jaaye, chal dariya me dub jaaye
baki abhi hai kitni hi batiya, baith gaye kyo pher ke akhiya
baki abhi hai kitni hi batiya, baith gaye kyo pher ke akhiya
hamare nain milenge to dil dhadkenge
dil dhadkenge to shole bhadkenge
hamare nain milenge to dil dhadkenge
dil dhadkenge to shole bhadkenge
shole bhadkenge to aag lag jaayegi
aag lag jaayegi to to to kaise dilo ki aag bujhaaye
chal dariya me dub jaaye, chal dariya me dub jaaye
dono kisi ko nazar nahi aaye 
chal chal chal chal chal, chal dariya me dub jaaye
dono kisi ko nazar nahi aaye chal dariya me dub jaaye
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song