Koi Mila Raah Me Aur Dil Kho Gaya - कोई मिला राह में और दिल खो गया lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Koi Mila Raah Me Aur Dil Kho Gaya - कोई मिला राह में और दिल खो गया
Artist:Asha Bhosle
Album:Raaka
Year:1965
Genre:song
Lyricist:Asad Bhopali
Music Director:N Datta

Lyrics

bolo na, koi mila raah me 
achha, aur dil kho gaya
fir kya hua, are haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
koi mila raah me aur dil kho gaya
koi mila raah me aur dil kho gaya
fir kya hua, are haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
usne bhi dekha maine bhi dekha
usne bhi dekha maine bhi dekha
haye dono ki najre mili
oye oye dur se, ye baat hai
mai bhi na boli vo bhi na bola
mai bhi na boli vo bhi na bola
haye aankho me baat hui 
hoye hoye dur se
o mujhe pyar se, achha
yu hi dekha kiya
are haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
uske ishare the bade pyare
uske ishare the bade pyare
haye mai un isharo me haye haye haye
kho gayi, haay daiya
tauba ji tauba aage hua kya
tauba ji tauba aage hua kya
are mai to diwani si ho gayi
jane kya soch ke, soch ke  
vo karib aa gaya, fir kya hua
are haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
hosh uda ke pyar jata ke
hosh uda ke pyar jata ke
are jalim ne dil mera
haye haye haye le liya
socha na samjha dekha na bhala
socha na samjha dekha na bhala
are dil le ke dard mujhe
haye haye de diya
mera dil chin ke haay vo kahi chal diya
fir kya hua, are haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
koi mila raah me aur dil kho gaya
koi mila raah me aur dil kho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
haye gajab ho gaya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details