Kisi Surat Bhi Nind Aati Nahi - किसी सूरत भी नींद आती नहीं lyrics by
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | |
| Album: | Aawara Zindagi |
| Year: | 1989 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Hasan Kamal |
| Music Director: |
Lyrics
kisi surat bhi nind aati nahi main kaise so jaaun koi shay dil ko bahlati nahi main kaise so jaaun main kaise so jaaun akela pake mujhko yaad unki aa to jaati hai akela pake mujhko yaad unki aa to jaati hai magar fir laut kar jati nahi main kaise so jaaun main kaise so jaaun shaba lekar tere jhulfo ki khusbhu aa to jati hai shaba lekar tere jhulfo ki khusbhu aa to jati hai magar paigam kuch laati nahi main kaise so jaaun main kaise so jaaun sitare ye khabar laye ke ab wo bhi presha hai sitare ye khabar laye ke ab wo bhi presha hai suna hai unko nind aati nahi nahi main kaise so jaaun main kaise so jaaun kisi surat bhi nind aati nahi main kaise so jaaun main kaise so jaaun
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Aawara Zindagi
- Lyricist: Hasan Kamal