Roman script

Abey saley..

Kyun zabardasti diss Kar diya yaar sh*t..

Main bhi beech Mein piss gaya

I'm pissed..

I'm sad yeh karna pada yaar (hahahaha..)

(yeah.. Aan..)

Tu likhta acha hai

Par tu bhagwan nahin hai

Sir pe mere kisi ka

Ehsaan nahin hai..(nahin hai)

Pariwaar waale bole isko maar denge

Maine kaha rukk jaao mujhe bhi maarni hai

Bada bhai maana tujhe par tu bhatak gaya

Chhota bhai tera beech mein hi atakk gaya

Meri nazro mein galat hua palat gaya..

Maine kaha chalo chhodo saala chatak gaya..

Yahan apne hi karte hain dhokebaazi

Hum hain kalamkaar

Hum nahin rehte ro ke raazi..

Maine suna harjas karde khatam

Dekh ke kalam maine khudse bola ok paaji..

Kr$na se nahin real krishna se darr

Khudko bhagwan hum kehte nahin sir

Insaan hota hain galtiyon ka ghar

Jhaanjh phoonkh ke magar

Tu galtiyaan na kar..

Diya maa ne tha sabak

Apni raaah se nahh bhatak

Warna road pe aajayega tu #sadak

Khamkha harjaayi gaya bhadak

Mere l*de se zyada

Rishta tera mera kadak..

Parr ab naram ho gaya

Main besharam

No sharam no haya

Har zakham mera hara ho gaya

Harjaayi tera badaa ho gaya (hahahaha..)

Sabko hype chahiye

Main bhi hype lene aa gaya

Sabse hard waali vibe dene aa gaya

Kisi ko main muh faadne nahin dunga tera

Ladne ki baaton ko main mic pe daba gaya..

Apne dukh ko bas rhyme kar diya maine

Yeh gaali denge jaise crime kar diya maine

Dil pe lagi thi tabhi likhne laga main

Yeh toh pyar hai beyy kisi ko diss

Nahin kiya maine..

Tower ae khada jaise dish tv

Kalamkaar inko lagne laga diss tv

Yeh hai cricket ground hogi sabki pitch geeli

Mere gaane sunn k hoti sabki bitch geeli..

Janmon ka karz hai yeh 2020 ka nahin

Maal jab main chaatu dandi ke beech

Main peesta nahin taangein kholta hu

Main taangein kheenchta nahin..

Kuch bhi tu bakk raha rap game karo

Please khaali sunlegi bjp

Baatein na karo beef waali

Mujhe toh seedha bollywood

Mein hai jeet paani

Ek baat main samjhaun

Tumhe deep waali

Akele duniya mein

Yahaan koi jeet ta nahin..

Haatha paai nahin baat high

Hisse mein tere hai maat aayi

Samjha tha tujhe maine kal ka sawera

Yeh kaisi hai raat aayi..

Main nirash hoon

Main udaas hoon

Main tere pass tha ab tera past hu

Milne nahin aaunga kharab tera vaastu

Vastavik uparwala bhi bole thataastu..

Jinka tu khaas tha main unka khaas hu

Khuda na khasta main tujhpe na khaas doon

Sabko hype chahiye main bhi hype

Lene aa gaya sabse hard waali

Vibe dene aa gaya

Kisi ko main muh faadne nahin dunga tera

Ladne ki baaton ko main mic pe daba gaya..

Likhun main jab kaagaz bhi darte hain

Rapper saare ghar wapas nikalte hai

Baaton ko meri baadal barsate hai

Baaton ko bas meri paagal samajhte hai..

Mujhko tha sab pe gussa

Tujhpe nikla galat baat hai

Yeh hai saanp ki adalat

Chhodo alag baat hai..

Ehsaan faramoshi mujhse hoti nahin

Agar baat aage badi hogi chhoti nahin

Fame ki bhookh tujhko lagi hai bohot zyada

Jaise tujhko kamani yahan roti nahin

(kamani yahan roti nahin)

Jaise tujhko kamani yahan roti nahin..

Chhoti si baat pe beta maa kisi ki roti nahin..

Explore this song