Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha - कभी ख़ुशी से ख़ुशी की तरफ नहीं देखा lyrics by Hariharan

Table of Contents: Lyrics
Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha - कभी ख़ुशी से ख़ुशी की तरफ नहीं देखा
Artist:Hariharan
Album:Gulfam
Year:
Genre:song
Lyricist:
Music Director:

Lyrics

kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
ye janta hu tera intzar lazim hai
ye janta hu tera intzar lazim hai
tamam umar ghadi ki taraf nahi dekha
tamam umar ghadi ki taraf nahi dekha
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
wo jiske waste pardes ja raha hu mai
wo jiske waste pardes ja raha hu mai
bichadte waqt usi ki taraf nahi dekha
bichadte waqt usi ki taraf nahi dekha
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
na rok le hame rota hua koi chehra
na rok le hame rota hua koi chehra
chale to mud ke gali ki taraf nahi dekha
chale to mud ke gali ki taraf nahi dekha
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
yaha to jo bhi hai abe rawa ka aashik hai
yaha to jo bhi hai abe rawa ka aashik hai
kisi ne khushk nadi ki taraf nahi dekha
kisi ne khushk nadi ki taraf nahi dekha
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details