Kaalee Kaalee Raat Re Dil Bada Sataaye - काली काली रात रे दिल बड़ा सताए lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Kaalee Kaalee Raat Re Dil Bada Sataaye - काली काली रात रे दिल बड़ा सताए
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Saiyan
Year:1951
Genre:song
Lyricist:D N Madhok
Music Director:Sajjad

Lyrics

kaali kaali raat re
kaali kaali raat re dil bada sataye 
kaali kaali raat re dil bada sataye 
teri yaad aaye
teri yaad aaye
kaali kaali raat re dil bada sataye 
kaali kaali raat re dil bada sataye 
teri yaad aaye
teri yaad aaye
jhutho se pyar kiya hoye kya kiya
sare jahan ka dukh le liya
jhutho se pyar kiya hoye kya kiya
sare jahan ka dukh le liya
ab ro ro sawan jaye
kaali kaali raat re dil bada sataye 
kaali kaali raat re dil bada sataye 
teri yaad aaye
teri yaad aaye
bheegi bheegi palako ki laaj tere hath hai
tu to gaya hai teri yaad mere sath hai
bheegi bheegi palako ki laaj tere hath hai
tu to gaya hai teri yaad mere sath hai
jo dil ko dhir bandhaye
kaali kaali raat re dil bada sataye 
kaali kaali raat re dil bada sataye 
teri yaad aaye
teri yaad aaye
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details