Johnny Johnny Haan Ji - जोंनी जोनी हाँ जी lyrics by Jigar Saraiya, Priya Panchal, Madhav Krishna

Table of Contents: Lyrics
Johnny Johnny Haan Ji - जोंनी जोनी हाँ जी
Artist:Jigar Saraiya, Priya Panchal, Madhav Krishna
Album:It's Entertainment
Year:2014
Genre:song
Lyricist:Mayur Puri
Music Director:Sachin Jigar

Lyrics

johnny johnny haanji tuney pee hai naaji
munh ko kholo hawji jhooth boleya naaji
johnny johnny haanji tuney pee hai naaji
munh ko kholo hawji jhooth boleya naaji
no no no no maine pee nahin hai
maine pee nahin hai maine pee nahin hai
haanji mainu pila di gayi hai
pila di gayi hai jo bhi hai sahi hai
maza aa rahi hai 
in the bar in the car iske siyaape hai hazaar
peeti rehti hai phir kehti maine pee hai pehli baar
in the bar in the car gir gir ke chalta hai yaar
peeta rehta phir bhi kehta kal se chhod  doonga yaar
sunta nahin baap ki aadatein kharab ki
har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki
sunta nahin baap ki aadatein kharab ki
har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki
johnny johnny haan ji do dikhte hai naa ji
aankhen kholo haww ji jhooth boliya naa ji
kabhi birthday kabhi shaadi kabhi poori kabhi aadhi
yaaron ne milkey pila di mujhko mujhko mujhko mujhko
kabhi happy kabhi tension daily koi naya reason
yaara bas chahiye attention tujhko tujhko tujhko tujhko
no no no no
maine pee nahin hai maine pee nahin hai
maine pee nahin hai haanji mainu
pila di gayi hai pila di gayi hai
zyaada ho gayi hai kal se party nahin hai
in the bar in the car gir gir ke chalta hai yaar
peeta rehta phir bhi kehta kal se chhod  doonga yaar
sunta nahin baap ki aadatein kharab ki
har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki
sunta nahin baap ki aadatein kharab ki
har bottle pe kehta hai ye last hogi aaj ki
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song