Humne Rait Pe - हमने राइट पे lyrics by Tony Kakkar, Neha Kakkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Tony Kakkar, Neha Kakkar |
| Album: | Hume Tumse Pyaar Kitna |
| Year: | 2019 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sajan Agarwal |
| Music Director: | Tony Kakkar |
Lyrics
yeh kya huaaa yeh kyun huaa jo bhi huaa, accha huaa humne rait pe yunhi pheri thi ungliyaan kya karoon ittefaq se tera naam ban gaya tu mera pehla pehla pyar ban gaya humne rait pe yunhi pheri thi ungliyaan kya karoon ittefaq se tera naam ban gaya lab pe ruki jo tu woh baat hai dil bhi bhiga de tu wo barsaat hai nasha jiska nahi utre tu mere liye woh jaam ban gaya aaftaab mahtaab sa ab lagne laga tu tu hi subah meri aur shaam ban gaya humne ret pe yunhi pheri thi ungliyaan kya karoon ittefaq se tera naam ban gaya mohabbat se zyada mohabbat hai sanam door kabhi jaake nahi karna sitam tu hi duaa tu hi dawaa aur teri bandagi mein dil ghulam ban gaya humne toh yunhi gungunaya tha tujhe tu toh shayarana qalaam ban gaya humne reth pe yunhi pheri thi ungliyaan kya karoon ittefaq se tera naam ban gaya tu mera pehla pehla pyar ban gaya humne rait pe yunhi pheri thi ungliyaan kya karoon ittefaq se tera naam ban gaya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Hume Tumse Pyaar Kitna
- Composer: Tony Kakkar
- Lyricist: Sajan Agarwal