Ham Hind Ke Vir Sipahee - हम हिन्द के वीर सिपाही lyrics by Sonu Nigam
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sonu Nigam |
| Album: | Border Hindustan Ka |
| Year: | 2003 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Tahir Ambalvi |
| Music Director: | Dilip Hari Kishen |
Lyrics
ham hind ke vir sipahi hindustan pe jaan luta denge ham hind ke vir sipahi hindustan pe jaan luta denge kashmir himalay ki khatir, kashmir himalay ki khatir ham apna khun baha denge apna khun baha denge, ham apna khun baha denge bole sohne haal, satt shri akal ham hind ke vir sipahi hindustan pe jaan luta denge hame desh ki laaj bachani hai ghar likh bheja hai chitthi me bahta hai khun shahido kaa hindustan ki mitti me jab jab viron ki kurbani apna rang dikhayegi bharat ma khud hatho se unko chandan tilak lagayegi chandan tilak lagayegi bole sohne haal, satt shri akal sincha hai lahu se hamne watan tab jake mili hai aajadi dushman naa najar uthana tu varna hai teri barbadi khwab kabhi naa pura hoga dushman ke arman kaa dekhe kaise paar kare wo border hindustan kaa border hindustan kaa, border hindustan kaa bole sohne haal, satt shri akal ham hind ke vir sipahi hindustan pe jaan luta denge ham hind ke vir sipahi hindustan pe jaan luta denge kashmir himalay ki khatir, kashmir himalay ki khatir ham apna khun baha denge apna khun baha denge, ham apna khun baha denge bole sohne haal, satt shri akal satt shri akal, satt shri akal
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Border Hindustan Ka
- Composer: Dilip Hari Kishen
- Lyricist: Tahir Ambalvi