Ek Dariya - II lyrics by Arijit Singh, Aparna Sen
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Arijit Singh, Aparna Sen |
| Album: | Iti Mrinalini |
| Year: | 2011 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: | Debojyoti Mishra |
Lyrics
is gali se vo maholla per me thokar liye tutti abadiyo ke zakhm chunta hu kabhi zindgi hai maut bhi dono mile kuch yu ke bas rone se fursat mile to has bhi le shayad sabhi kon hai raat bhar deta hai awaze mujhe kon hai jo baat ta hai maut ke sab silsile hai jo zinda bs whi hai kho chuke sab mayine fir bhi hai kuch chubta hai dil kuredo to mile fir bhi abb jana hai mujhko intezari hai koi lehero ke manind ubhre bekarari hai koi hai koi bejism or awaz khali yaad ko bs whi le jana hai ab is dile barbad ko ek dariya hai khi jo tok deti hai mujhe raat bhar behti hai jo khamoshiyo ki bheed me ek dariya ek dariya hai khi jo tok deti hai mujhe raat bhar behti hai jo khamoshiyo ki bheed me ek dariya is gali se vo mahulla pero me thokar liye
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Iti Mrinalini
- Composer: Debojyoti Mishra