Dil Pehla Aur Pyar Dusra Tisari Jawani - दिल पहला और प्यार दूसरा तीसरी जवानी lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Dil Pehla Aur Pyar Dusra Tisari Jawani - दिल पहला और प्यार दूसरा तीसरी जवानी
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Saqi
Year:1952
Genre:song
Lyricist:Rajinder Krishan
Music Director:Chitalkar Ramchandra

Lyrics

dil pehla aur pyar dusra
dil pehla aur pyar dusra tisri jawani
ek rat ko mil gaye tino ban gayi ek kahani 
hoye ek kahani
dil pehla aur pyar dusra tisri jawani
ek rat ko mil gaye tino ban gayi ek kahani 
hoye ek kahani
dil ne manga ek bahana pyar bahana ho gaya 
pyar ne manga ek thikana dil hi thikana ho gaya
dil ne manga ek bahana pyar bahana ho gaya 
pyar ne manga ek thikana dil hi thikana ho gaya
pyar se dil ki bat ho gayi 
pyar se dil ki bat ho gayi 
hasne lagi jawani hasne lagi jawani
ek rat ko mil gaye tino ban gayi ek kahani 
hoye ek kahani
dil pehla aur pyar dusra tisri jawani
ek rat ko mil gaye tino ban gayi ek kahani 
hoye ek kahani
dil ko leke pyar banaya pyar ko leke dil 
dono aapas me na milte pad jati mushkil  
dil ko leke pyar banaya pyar ko leke dil 
dono aapas me na milte pad jati mushkil  
pyar na ho to dil bhi na ho
pyar na ho to dil bhi na ho
roti phire jawani roti phire jawani
ek rat ko mil gaye tino ban gayi ek kahani 
hoye ek kahani
dil pehla aur pyar dusra tisri jawani
ek rat ko mil gaye tino ban gayi ek kahani 
hoye ek kahani
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details