Roman script
Chalo chalein neel gagan ko Chalo chalein neel gagan ko Ud kar chal kar shwet pawan ko Ud kar chal kar shwet pawan ko Chalo chalein neel gagan ko Chalo chalein neel gagan ko Saamaan baandh socha nahi do baar In shehraon ki giraft se bhaga main Ek gehri saans leke sab bhoola bhai Jaadu sa hai kuch is hawa mein Jhajhat se door Padosi ki beti nahi suni aaj Jaao karo jo karna hai dar na kuch Abhi bhi soche kya sochiegi duniya Rehne do yahaan jaana mujhe ghar nahi Inn kuvicharon ki hai jad wahi Ye jo chamke taare Mere pe poori raat hai Prakriti saath hai woah! Jo gareeb paas nahi Hum gareeb aadmi Phir bhi jeet jaari (eh) Ateet ki chaadar odhe khoya aaj un gufaaon mein Hai chanda ja ke peeche chipta raat in pahado ke Chamakta jugnu jaise taare laakh in fizaaon mein Lapak ke baandha maine feeta chhaap chhode chala (chala) Mujhe kis kis ne kya kya kaha (kaha) Bhatakta raha main sirf awaara Main ek baadal mein chal raha Gagan baras pada to vaah vaah Chalo chalein neel gagan ko.. Chalo chalein neel gagan ko.. Ud kar chal kar shwet pawan ko Chalo chalein neel gagan ko Ud kar chal kar shwet pawan ko! Chalo chalein neel gagan ko Chalo chalein neel gagan ko
Song details
- Singer: Ritviz
- Singer: Seedhe Maut
- Composer: Ritviz
- Lyricist: Ritviz
- Lyricist: Seedhe Maut
Song video
singer: Ritviz, Seedhe Maut
director: Ritvick
cast: Baldev Trehan, Ritviz, Seedhe Maut
choreography: Gautam Jeewan ET
director of photography: Natalja Safronova