Bewafa De Ke Daga Jata Hai - बेवफा दे के दगा जाता है lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Bewafa De Ke Daga Jata Hai - बेवफा दे के दगा जाता है
Artist:Asha Bhosle
Album:Qatil
Year:1960
Genre:song
Lyricist:Farooq Qaiser
Music Director:Nashad

Lyrics

o bewafa bewafa bewfa 
bewafa de ke daga jata hai 
pyar badnaam hua jata hai 
bewafa de ke daga jata hai 
pyar badnaam hua jata hai 
o mujhay chod ke jane wale 
o mujhay chod ke jane wale 
dil ke dushman hai zamaane wale 
phul kaanto me ghira jata hai 
pyar badnaam hua jata hai 
bewafa bewafa bewfa 
bewafa de ke daga jata hai 
pyar badnaam hua jata hai 
gam ki ghanghor ghata chayi hai 
gam ki ghanghor ghata chayi hai 
chand taaro ko bhi neend aayi hai 
dam andhere me ghuta jata hai 
pyar badnaam hua jata hai 
dil hi me rah gaye armaan dil ke
dil hi me rah gaye armaan dil ke
jo diya hamne jalaya milke 
wo diya aaj bujha jata hai 
pyar badnaam hua jata hai 
bewafa bewafa bewfa 
bewafa de ke daga jata hai 
pyar badnaam hua jata hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song