Roman script
Deep Kalsi ke sangeet pe karma! Jo tu best soche mera mera best nahin Kala ki taskari par arrest nahin Shayad mere contacts sahi Maine suna ki wo keh rahe mera match nahin Par main ladd raha kahin se contest nahin Ye saare facts sahi.. Yeh 1995 se seekha maine life se Ke kaise karte murder without knife ke So tere size ke jitne bhi hai Bande jo banna chahte hai rapper Ja unse advice le.. Jo haar ke gaye hai mujhse battles Jo roz likhti hai mujhko letters Ego jinki kardi maine settle jo roz bole Haan bhai tu hai humse better.. So go and save some energy Main nahin dekhta mere saamne Sharma hai ya banarjee Main maarta hoon sar pe gaad ta hoon wo khamba Jispe tanga hua hai tune Apna rapper wala banner shit.. Ghar pe ja chilam mein Mujhko rapping nahin karni Karna puri khundak mein hai Le pa raha koi takkar nahin.. Sabko bada banna par Mehanat karni hai lakkan nahin Mehanat ke naam pe Ankho se bahti hai mandak nahin.. Mandak nahin nadi hai Panchwi mein kara homework nahin Jyada thumak nahin mat bann funkaar Pahle insaan baad mein aate hai dharam chaar Kalamkaar main kabhi bhi nai hone dunga sharamsaar.. Jo tu best soche mera mera best nahin Kala ki taskari par arrest nahin Shayad mere contacts sahi.. Maine suna ki wo keh rahe mera match nahin Par main ladd raha kahin se contest nahin Yeh saare facts sahi.. Khud ke girhebaan mein jhank chhote bhai Mujhse mil mila aankh chhote bhai Khud se mil gila sikwa door kar Haath khule aur dil saaf chhote bhai.. Maa ke haath ki roti aur saath chhote bhai Thaat-baat mere nahin hai majaak chhote bhai Tere muh se mere khilaaf baat chhote bhai Muh se haath chhuthe bhai chal bhaag khote bhai.. Main hoon aag chhote bhai tu hai raakh chhote bhai Maine dil lagaaya phir laat chotein khaayi Chahe heera bano ya tu bane tu khaak chhote bhai Par pyaar mein na hona barbaad chhote bhai.. Karmasutra mein karma sutra Vivek bigda toh karma sudhra Tu sun bhi lega ki karma funk raha Par kabhi nahin sunega ki karma chook raha Headshot-kill tere jaise kaafi saare unhe jaake pet shop mil.. Sabhi ko rap wala keeda sab aajkal keh rahe Maine keede maare sabhi ke to pastor keh rahe Sach baatein boli saari mujhe rascal keh rahe Mere aage aab kaafi ke mizaaj badle re.. Sir main aacha insaan mere khauf pe na jaana Jo sapno ko tode us job pe na jaana Aur chhoti chhoti baaton pe hiphop pe na jaana Mere bhai ho to please tiktok pe na jaana.. Yo.. Jo tu best soche mera mera best nahin Kala ki taskari par arrest nahin Shayad mere contacts sahi.. Maine suna ki wo keh rahe mera match nahin Par main ladd raha kahin se contest nahin Ye saare facts sahi.. Dehradun ka mera khoon!
Song details
- Singer: Karma
- Composer: Deep Kalsi
- Lyricist: Karma
Song video
director: Siddharth Uniyal, Raghav Giroti
genre: Hip-Hop (Rap)