Ae Bas Tarsana Chhodo, Yuhi Sarmana Chhodo - कि : हो हो हो ऐ बस अब तरसाना छोड़ो यूँ ही शरमाना छोड़ो lyrics by Asha Bhosle, Kishore Kumar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Album: | Sansar |
| Year: | 1971 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sahir Ludhianvi |
| Music Director: | Chitragupt |
Lyrics
aye bas ab tarsana chhodo yuhi sharmana chhodo bas ab tarsana chhodo yuhi sharmana chhodo jo dil mein pyar ka tufan hai hum jan gaye hai jo dil mein pyar ka tufan hai hum jan gaye hai hame bahkana chhodo ji piche aana chodo hame bahkana chhodo ji piche aana chodo tumhe jis chiz ka arman hai hum jan gaye hai tumhe jis chiz ka arman hai hum jan gaye hai itna nikhar ke koi aaye to hai aaye kisi ke lubhane ko itna nikhar ke koi aaye to hai aaye kisi ke lubhane ko tanha kisi ko koi paye na machale gale se lagane ko kitna chhupaye teri jhukti nigahe ko ye kiske katal ka saman hai ham jan gaye hai ye kiske katal ka saman hai ham jan gaye hai hame bahkana chhodo ji piche aana chodo tumhe jis chiz ka arman hai hum jan gaye hai chedo na hamko hato jao tumhe aisa na tha hamne jana chedo na hamko hato jao tumhe aisa na tha hamne jana ki chhodo bahane aji aao bhala apno se kaisa sharmana aa pakdo na aachal mera jakdo na bahe ki jitni aapse pahchal hai hum jan gaye hai ki jitni aapse pahchal hai hum jan gaye hai ki bas ab tarsana chhodo karni hai tumse kayi bato wo jo kano mein kahne wali hai karni hai tumse kayi bato wo jo kano mein kahne wali hai aa janu mai janu sabhi jate jo hai chahe jo dekhi bhali hai ki julfo ke niche de do dil ko panahe ye muskil kis kadar asan hai hum jan gaye hai ye muskil kis kadar asan hai hum jan gaye hai aa hame bahkana chhodo
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Sansar
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Sahir Ludhianvi