Aaye Wo Phullon Ke Rath Par - आये वो फूलों के रथ पर lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Deedar-E-Yaar |
| Year: | 1982 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Indeevar |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
aaye wo phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par man hi man mein ang lagau, dur khadi sharmau main aaye wo phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye wo phulon ke rath par tujhi se jyot jale jivan ki, ek hi abhilasha hai man ki tujhi se jyot jale jivan ki tujhi se milan ho chahe milan ki raat ko mar jaau main aaye wo phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye wo phulon ke rath par mehnge nahi tum sabke badale le lu tumhe main toh rab ke badle tum anmol tumhe kya dekar prem kya mol chukau main aaye wo phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye wo phulon ke rath par jal jayungi piya ki lagan mein jaise chakori chanda ki angan mein rakh male jab mera jogi ang se lag jaau main aaye woh phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par mann hi mann mein ang lagau dur khadi sharmau main aaye wo phulon ke rath par padi rahu main piya ke path par aaye wo phulon ke rath par
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Deedar-E-Yaar
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Indeevar