Aa Kareeb Aao Na Yun Dor Dor Jao - आओ करीब आओ ना यूँ दूर दूर जाओ lyrics by Suresh Wadkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Suresh Wadkar |
| Album: | Mazloom |
| Year: | 1986 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anjaan |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
aao karib aao na yu dur dur jao aao karib aao na yu dur dur jao meri jaan par bani hai meri jaan muskurao aao meri jaan karib aao mahfil me roshni hai dil me to hai andhera tum jo pukar lo to ho jayega savera shabnam ki boond bankar gul ko gale lagao sabnam ki boond bankar gul ko gale lagao aao karib aao mere dil me dheere dheere ek dhua sa uth raha hai jaise koi musafir sare aam luth raha hai baki safar me humko mere humsafar bachao baki safar me humko mere humsafar bachao aao karib aao teri berukhi ke sadme is me ek ada hai maine to itna jana tu hi mera khuda hai tu hi mera khuda hai barso ki pyas meri kaise bhi ab bhujao barso ki pyas meri kaise bhi ab bhujao aao karib aao na yu dur dur jao meri jaan par bani hai meri jaan muskurao aao meri jaan karib aao
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Mazloom
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anjaan