Roman script

Jo hum karte the tere liye

Woh tera naya chahnewala na kar payega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Maan teri raaton mein

Main ab nahi hoon

Haan main sahi nahi

Par ghalat nahi hoon

Jisey kehte the pagal tera

Main wahi hoon

Maana hoga wo deewana tera

Par pagal nahi ban payega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Teri zulfein bikhrengi kaandhe pe ab bhi

Beetega din guzregi shab bhi

Dekhega chaahat se teri taraf bhi

Aankhon mein dekhega doob nahi payega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Maana lab pe tere woh lab apne rakh dega

Pyaar zaroorat hai pyaar beshak dega

Prem agan mein khudko woh rakh dega

Maana aag se khelega par khud ko na jalayega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Jo hum karte the tere liye

Woh tera naya chahnewala na kar payega

Yaad aayega, yaad aayega

Tujhe mera pyaar yaad aayega

Explore this song