Vyakul Hai Panghat Pe Radha Bechari - व्याकुल है पनघट पे राधा बेचारी lyrics by Mohantara Talpade

Table of Contents: Lyrics
Vyakul Hai Panghat Pe Radha Bechari - व्याकुल है पनघट पे राधा बेचारी
Artist:Mohantara Talpade
Album:Pujari
Year:1946
Genre:song
Lyricist:Wali Sahab
Music Director:Hansraj Behl

Lyrics

Vyakul vyakul hai ae
vyaakul hai panghat pe raadha bechari
vyaakul hai panghat pe raadha bechari 
sanjh gayi nahi aaye ae sanjh gayi nahi aaye
man ke murari man ke murari
vyaakul hai panghat pe raadha bechari
vyaakul hai panghat pe raadha bechari
aankho mein aankho mein ae
aankho mein khel rahi panghat ki raate
dhundh rahi ha hai dhundh rahi
mohan ko neechi nigaahe
neechi nigaaho mein neechi nigaaho mein
naache muraari naache muraari 
naache muraari naache muraari
vyaakul hai panghat pe raadha bechaari
vyaakul hai panghat pe raadha bechaari
naino mein mohan ke sapne chhupaa ke
naino mein mohan ke sapne chhupaa ke
sapne mein sapne mein ek nayi duniya basa ke
sapne mein ek nayi duniya basa ke
aasha se khel rahi aasha se khel rahi
birha ki maari birha ki maari 
birha ki maari birha ki maari
vyakul hai panghat pe raadha bechari
vyakul hai panghat pe raadha bechari
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details