Roman script

Yeah..

Dollar sign, one time

14 saal meri umar thhi.. Haan..

Pata chala meri likhayi mai hunar thhi..Haan..

Itni baar mere sapno ko kuchal diya

Par gaano se jalai maine kuch arthiyaan..

Hustle kiya maine kaam nahin roka

Mujhe kitno ne bola tera kaam nahin hoga

Par aaj aisa koi naam nahin hoga

Jisne suna mera kaam usne salaam nahin thoka..

Laaya bars! Mai to kabhi dara nahin beef se

Kabhi bhaga nahin kabhi hatta nahin peeche

Yeh bole yeh laayenge gang

Mein boloon bhai laan do jaise enrique..

Suni maine bhi logon ki bakwaas

Woh jo karein 10 baat par sabhi na sach baat

Jaata thha main school leke bus paas

Ab jahaaj mai bhi bethoon kabhi kabhi first class..

Jazbaat rakhein kaboo mein.. Haan..

Jab mere gaane chalaaye nahin dj waale babu ne haan

Gurgawaan katta baaju mein.. Haan..

Chhore samajh na aave tanne maaroon mai kya?

Underground jaise jahannum hai.. Haan..

Maine dedi inhe maut jaise kanoon hai.. Haan..

Aur kari maine mehnat kari maine grind

Ab kr ($)dollar sign tujhe maloom hai na..

Pareshaani hui inhe mujhe dekh ke

Socha nahin itne log bhi yahan fake thhe

Ab dekh ke karenge mujhe hate yeh

Par deta nahin fu*k jaise bandi pahli date pe..

Headstrong mera will nahin toda

Maine chillam jalaai koi mila nahin bhola

Haan.. Kr$na kabhi kill nahin hoga

I am married to the game uska dil nahin toda..

I swear main gehri neend nahin soya

Maine rakha viswas apna deen nahin khoya

I swear.. Inhe chahiye uss ped ka fal

Jis ped ka saalo ne kabhi beej nahin boya..I swear

Suna maine mujhse ye war chahte

Baat kar l*du ghar se baahar aake

Inki jali banana paaye parivaar waale

Sunahare rang ke jalpari baal waale..

Meri taraf bhejh sab tu barbaad karun tera sab main

Main koi ladka nahin halka main ladka nahin kalka

Main ladka jo pada bhaari 12 varsh se

Dekho dekho dekho bhaage darr se

Dekho dekho dekho aankhe tarse

Jab 2009 mein kara thha club show mein

Tab to batao bhai aap kidhar thhe?

Main hi wo jisne sab jala daala

Kabaristaan mein tera maqbara daala

Raping ka tune haq ganva daala

Maine hindustaan mein firse buzz bana daala..

Hip hop mein aa raha tha bhagg bhaga daala

Hip hop mein aa raha tha bhagg bhaga daala

Hip hop mein aa raha tha bhagg bhaga daala

Youtube ko maine p*rn hub bana daala..

Dekh kaun? Aaya waapas abb

Chodd de kalam kar na zaaya kaagaz abb

Mere jaise bann na paaya gaayak

Jalaaya fire jaise laaya riot abb..

Why ya quit? Talk a little bit more

I'm from the land of the militant war

South london raised I'm killer with bars

But you're missing the point

Like the pyramids are.. No cap..

Bakch*di kare kabhi rap na kare

Jinki ego itni badi follow back na kare

Backstab kare kabhi tag na kare

Issi liye inke saath saiyaan dab na kare..

Laaya mein fire jaise shabana azmi

Issi liye gaane sunke jale saare aadmi

Kr$na thha yahan beta tumse pahle

Aur kr$na hoga yahan tumhare baad bhi...!

Explore this song