Tumhe Dillagee Bhul Jani Padegee - तुम्हें दिल्लगी भूल जानी पड़ेगी lyrics by Rahat Fateh Ali Khan

Table of Contents: Lyrics
Tumhe Dillagee Bhul Jani Padegee - तुम्हें दिल्लगी भूल जानी पड़ेगी
Artist:Rahat Fateh Ali Khan
Album:Janasheen
Year:2003
Genre:song
Lyricist:
Music Director:

Lyrics

tumhe dillagi bhul jani padegi
muhabbat ki rahon mein aa kar to dekho
tumhe dillagi bhul jani padegi
muhabbat ki rahon mein aa kar to dekho
jakaham pe jakham kha ke ji, apne lahu ke ghunt pi
aah na kar labon ko si, ishk hay dil lagi nahi
yeh ishk nahi aasan, bas itna samjh lijiye
ek aag kaa darya hay aur koud kar jana hai
tumhe dillagi bhul jani padegi
muhabbat ki rahu mai aakar to dekho
tadapne pe mere na phir tum hansoge
kabhi dil kisi se laga kar to dekho
khuda ek liye chhod  do abb yeh parda
rukh se nakab utha keh badi der ho gayi
mahol ko talawate kura an kiye huye
ham na samjhe teri najaro kaa takaja kya hai
kabhi parda kabhi jalwa yeh tamasha kya hai
keh hain ajj ham tum nahi gair koyi
shabe wasal bhi hai hijab iss kadar kyon
jara rukh se anchal utha kar to dekho
wafao ki ham se tawako nahi hai
magar ek bar aajma kar to dekho
jamane ko apna banakar to dekho
hamein bhi tum apna banakar to dekho
tumhein dillagi bhul jani padegi
muhabbat ki raho me aakar to dekho
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details