Tum Na Aaye - तुम ना आये lyrics by KK

Table of Contents: Lyrics
Tum Na Aaye - तुम ना आये
Artist:KK
Album:Badla
Year:2019
Genre:song
Lyricist:A. M. Turaz
Music Director:Amaal Mallik

Lyrics

Dard aaya, tadap aayi
Ashq aaye, yaad aayi
Phir rukte rukte saans bhi aayi
Sab aaye bas tum na aaye
Sab aaye ek tum na aaye
Sab aaye bas tum na aaye
Sab aaye ek tum na aaye
Tere bina mera gham bhi adhura hai
Sab kuch ho ke bhi kuch nahi poora hai
Tere siva sab kuch to likha hai
Jaane yeh kaisa naseeb mera hai
Taqleef hi mujhko raas aayi
Tanhayi bhi ab mere paas aayi
Zakhm aaye, tadap aayi
Shaam aayi, raat aayi
Phir jagte jagte khwab bhi aaye
Sab aaye bas tum na aaye
Sab aaye ek tum na aaye
Sab aaye bas tum na aaye
Sab aaye ek tum na aaye

हिंदी में गीत

दर्द आया, तड़प आई
अश्क आए, याद आई
फिर रुकते रुकते साँस भी आई
सब आए बस तुम ना आए
सब आए इक तुम ना आए
सब आए बस तुम ना आए
सब आए इक तुम ना आए
तेरे बिना मेरा घम भी अधूरा है
सब कुछ हो के भी कुछ नही पूरा है
तेरे सिवा सब कुछ तो लिखा है
जाने ये कैसा नसीब मेरा है
तक़लीफ़ ही मुझको रास आई
तन्हाई भी अब मेरे पास आई
ज़ख़्म आए, तड़प आई
शाम आई, रात आई
फिर जागते जागते ख्वाब भी आए
सब आए बस तुम ना आए
सब आए इक तुम ना आए
सब आए बस तुम ना आए
सब आए इक तुम ना आए
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details