Roman script

Suno na suno na piya

Dabe paaon raat kaisi aayi hai

Dekho na dekho na piya

Labon pe labon ki parchaai hai

Suno na suno na piya

Dabe paaon raat kaisi aayi hai

Dekho na dekho na piya

Labon pe labon ki parchaai hai

O ye deewanapan

Tujhe paane ka mann

Ik arse se hai banaaya

O o o!

Haan ye sharaaratein

Bebaak chaahatein

Khwahishon mein bas tu samaaya

Oh.. suno na suno na piya

Mitne lagi jo tanhaai hai

Dekho na dekho na piya

Ishq barsaat leke aayi hai

Rehbar tu hi mera

Ye safar ye basera

Dono teri hi baahon mein mehfooz hain

Raazdaar tu hi mera

Tu hi shab tu savera

Tere hone se hi saanson mein junoon hai

Haan junoon hai

Ye junoon hai

Kya junoon hai

Bin tere na sukoon hai

Suno na suno na piya

Suno na suno na..

Dabe paaon raat kaisi aayi hai

Dekho na dekho na piya

Dekho na dekho na..

Ishq barsaat leke aayi hai

O ye deewanapan

Tujhe paane ka mann

Ik arse se hai banaaya

O o o!

Haan ye sharaaratein

Bebaak chaahatein

Khwaahishon mein bas tu samaaya

Oh.. suno na suno na piya

Mitne lagi jo tanhaai hai

Dekho na dekho na piya

Ishq barsaat leke aayi hai

Suno na suno na piya

Oh oh.. suno na suno na piya

Oh.. oh o..

Explore this song