Seene Me, Dhadkan Ki Zaroorat Hai Har Ghadi (Mehboob Ki) - सीने में धड़कन की जरुरत है हर घड़ी lyrics by Mithoon

Table of Contents: Lyrics
Seene Me, Dhadkan Ki Zaroorat Hai Har Ghadi (Mehboob Ki) - सीने में धड़कन की जरुरत है हर घड़ी
Artist:Mithoon
Album:Creature 3D
Year:2014
Genre:song
Lyricist:Mithoon
Music Director:Mithoon

Lyrics

seene me dhadkan ki zaroorat hai har ghadi
jeene ko saanso ki zaroorat hai sabko hi 
usi tarah nadaan dil ko zaroorat hai
mehboob ki mehboob ki mehboob ki mehboob ki
mehboob ki mehboob ki mehboob ki mehboob ki
mehfil ko baato ki zaroorat hai hai dastoor yahi
taaron ko raaton ki zaroorat hai subaho ki nahi
usi tarah majboor dil ko zarorat hai
mehboob ki mehboob ki mehboob ki mehboob ki
mehboob ki mehboob ki mehboob ki mehboob ki
wo jo sanam kehlaye itni khushi sang laye
jaise ho jannat hi mili wo to sukoon ka dariya
jeene ka wo hi zariya jis se judi ho aashiqui
tabhi to ha behal dil ko zaroorat hai
mehboob ki mehboob ki mehboob ki mehboob ki
mehboob ki mehboob ki mehboob ki mehboob ki
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details