Pyar Kiya Hai To Pyar Nibhana - प्यार किया है तो प्यार निभाना lyrics by Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Pyar Kiya Hai To Pyar Nibhana - प्यार किया है तो प्यार निभाना
Artist:Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi
Album:Pyar Ki Baazi
Year:1967
Genre:song
Lyricist:Akhtar Romani
Music Director:Jimmy

Lyrics

pyar kiya hai to ye pyar nibhana chhod e zamana tum chhod  na jana  
pyar kiya hai to ye pyar nibhana chhod e zamana tum chhod  na jana  
haye tera ye reshmi aanchal mast nigaho me ye kajal
itna nashila teri aankho me khumar hai
haye aankho me khumar hai pyar ki late gaye pyar ka tarana
chhod e zamana tum chhod  na 
jana pyar kiya hai to ye pyar nibhana
chhod e zamana tum chhod  na jana 
ruk ruk ke mera tan man chhanke
o ho tham tham ke meri payal jhanke 
tham lo baheke ye dil bekarar hai ye dil bekarar hai
jagti aankho me hai savpan suhana 
chhod e zamana tum chhod  na jana  
pyar kiya hai to ye pyar nibhana 
chhod e zamana tum chhod  na jana 
chand se jaisa sath kiran ka rishta waisa man se man ka
o chand se jaisa sath kiran ka rishta waisa man se man ka
dil ki tamana hai ye aankho ki pukar hai ye aankho ki pukar hai
sath chale ho kabhi dur na jana 
chhod e zamana tum chhod  na jana  
pyar kiya hai to ye pyar nibhana 
chhod e zamana tum chhod  na jana
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song