Pyar Ka Tarana - प्यार का तराना lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Pyar Ka Tarana - प्यार का तराना
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Pyar Ka Taraana
Year:1993
Genre:song
Lyricist:M G Hashmat
Music Director:Ram Laxman

Lyrics

kaha tha jo tumne kyu maine mana
kaha tha jo tumne kyu maine mana
ke jindagi hai pyar ka tarana pyar ka tarana 
mathe pe tum laga ke bindiya ho gaye mujhse dur 
ye na socha lakar dega koun mujhe sindur 
mathe pe tum laga ke bindiya ho gaye mujhse dur 
ye na socha lakar dega koun mujhe sindur 
kaha tha jo tumne kyu maine mana
kaha tha jo tumne kyu maine mana
ke jindagi hai pyar ka tarana pyar ka tarana 
aansu pikar jine se to marna hai kubul 
sine me chubhate hai teri yado ke trisul 

You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details