Roman script

Aaaa....

Hahaha..

Nalla hai kiki challenge

Nalla ice bucket challenge

Nalla wo hijadon wale

Tik tok ka makeup challenge

Random bollywood film challenge

Fuddu bottle flip challenge

It’s time the boy of my desh

Took up a real challenge..

Ded sau(150) din no p*rn

Ye challenge karke dikhaa

Naamardi chhod ab peeche

Asli mard banke dikhaa..

Shaitaan ab maar andar kaa

Give your tota some cooling

Ungliyon mein khujli ho to

Just put your hands up and sing..

P*rn ki maa kaa..

P*rn ki maa kaa..

Saki naka re..

P*rn ki maa kaa..

P*rn ka bho…

Addiction chhudwaane kaa

Hai bus ek hi solution

Torture ko sehte jaa

Hai hi nhi koi doosra option..

Regular exercise

Morning mein meditation

Maintain a healty diet

Focus on hobby passion..

Karo kegel’s exercise

During the mu*ra visarjan

Dheere dheere band ho jaayega

Premature ej*cul*tion

Par itni aasani se

Nahin lautega erection..

There’s still a long way to go

So put your hands up and keep singing..

P*rn ki maa kaa..

P*rn ki maa kaa..

Hil**ne ki bhi maa kaa yeah

Nahin h*laane ka haan yeah

Kyun nahin h*laane kaa re

P*rn toh nahi dekh raha hoon naa

What’s wrong in h*laana re

Tujhe laga ye video p*rn ki latt par hai

Asal iska maksad usse kayi jyada upar

Baathroom mein tu jise m*ot ki tarah bahaaye

Usme tu kya ganwaaye

Zara sunn mere bhai..

S*men vee*ya josh tera

Khali peeli josh ko bahaana hai dosh tera

Tu hai thanos yeh infinity stone

Sach much gaya yeh toh sab kuch gone..

Khoon ki 80 boond se 1 boond bane

30 kilo khaane se 15gm khoon jame

Jyaada kheencha taani karne se aati soojne

Fir bhi baaz nahin aate saare chu jane..

S*men jamega indhan bachega

Engine chalega he-man banega

Jab gun chalegi human banega

Warna kaise aage jaake prajnan karega..

Steve jobs aur tyson ne bachaya

Da vinci ne aur newton ne bachaya

Vivekananda ne sabko bataaya

Kaise undruni shakti ka paara badhaaya..

Toh ek baar, tu bhi break maar

Thodi body ki bhi karle dekhbhaal

Vee*ya bacha ke tu sab gunn le

Tujhe kya karna hai tu ab chunn le..

Kehte hai aane wali superpower

Hai india.. Mera..

Coz youth ki itni sankhya hai yahaan

Par jab sab maar rahe mut*iyan haan..

Ghanta banege superpower..

So let’s sing together yeah

Yeah..

P*rn industry screw you

P*rn industry screw you

Naak mein dum kar denge teri

Guys put your life on track

Right back on track

No more ed, no more pe

And definitely no more s*x trafficking..

Ded sau din #nop*rnchallenge

Agar tum na dekhoge

Toh inka dhandha band hogaa

Naa rahega baans par bajegi baansuriya..

Nigh*fall or swapa*dosh allowed hai

Aur haan tiktok pai aa gaya hun

Desh ki sabse badi tatti saaf karne

To yahan subscribe karne ke baad

Wahan follow karlo..

Aur ded sau(150) din no p*rn challenge ko

Tiktok ki bhatki huyi janta mein failaao..

Explore this song