Mor Bole Chakor Bole Aaj Radha Ke Naino Me Shyam Dole - मोर बोले चकोर बोले आज राधा के नैनों में श्याम डोले lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Mor Bole Chakor Bole Aaj Radha Ke Naino Me Shyam Dole - मोर बोले चकोर बोले आज राधा के नैनों में श्याम डोले
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Gauri
Year:1968
Genre:song
Lyricist:Rajinder Krishan
Music Director:Ravi

Lyrics

mor bole chakor bole 
ari kaha bole sun to sahi
mor bole chakor bole 
aaj radha ke naino me shyam dole
mor bole chakor bole 
aaj radha ke naino me shyam dole
mor bole chakor bole 
shyam meri fiki fiki ankhiyo ka kazra
wahi meri suni suni bahiyo ka gajra
shyam meri fiki fiki ankhiyo ka kazra
wahi meri suni suni bahiyo ka gajra
mere jivan me ras ki phuhar ho 
mor bole chakor bole 
aaj radha ke naino me shyam dole
mor bole chakor bole 
dur se knahiya ne mujhko pukara
murli ki dhun me kiya hai ishara
dur se knahiya ne mujhko pukara
murli ki dhun me kiya hai ishara
mere sapno ki vina ke tar bole 
mor bole chakor bole 
aaj radha ke naino me shyam dole
mor bole chakor bole 
aaj mere man ki lgan rang layi
pyar ka sandesha bhi sang sang layi
aaj mere man ki lgan rang layi
pyar ka sandesha bhi sang sang layi
meri bagiya me chham chham bahar dole
mor bole chakor bole 
aaj radha ke naino me shyam dole
mor bole chakor bole
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details