Mere Pichhe Ek Ladki, Ek Ladki Pagal Si - मेरे पीछे एक लड़की, एक लड़की पगली सी lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Mere Pichhe Ek Ladki, Ek Ladki Pagal Si - मेरे पीछे एक लड़की, एक लड़की पगली सी
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Banarsi Babu
Year:1973
Genre:song
Lyricist:Rajinder Krishan
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

mere pichhe ek ladki, ek ladki pagli si 
aawara titli si ghum rahi hai, ghum rahi hai
dil de du isko kaise
mere pichhe ek ladki, ek ladki pagli si 
aawara titli si ghum rahi hai, ghum rahi hai
dil de du isko kaise
mere pichhe ek ladki
hey haye dil ki dushman jaan ki dushman
dil ki dushman jaan ki dushman, ye bhi na samjaye 
kyo saye hi tarah mere peeche peeche aaye
mai ladka sidha sada
mai ladka sidha sada kya jaanu iska iraada
muh se to ye kuch na bole aankho se bole jyada
mere pichhe ek ladki, ek ladki pagli si 
aawara titli si ghum rahi hai, ghum rahi hai
dil de du isko kaise
mere pichhe ek ladki
are diwani se pyaar kare to
are diwani se pyaar kare to diwane kahlaye
baho me aa jaye to shayad hum maan bhi jaye
ae mousam mast gulabi 
ae mousam mast gulabi dil kaise ho na sharabi
pyar jara sa karle to isme kon hai kharabi
mere pichhe ek ladki, ek ladki pagli si 
aawara titli si ghum rahi hai, ghum rahi hai
dil de du isko kaise
mere pichhe ek ladki, ek ladki pagli si 
aawara titli si ghum rahi hai, ghum rahi hai
dil de du isko kaise
mere pichhe ek ladki
lyrics type by : priya bhati
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details